Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhupinder Singh
HomeBhupinder Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aadatan tumne kar diye vaade aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne teri raahon mein baarahaa ruk kar teri raahon mein baarahaa ruk kar humne apna hi intezaar kiya aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne ab naa mangenge zindagi ya rab ab naa mangenge zindagi ya rab ye gunaah humne ek baar kiyaa aadatan tumne kar diye vaade aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne
aaaa aaaa ooo aaaa aaaa ooo dil ne kiya tha yaad abhi dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye
mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari vehal sangaro veera sagne sankoro mari vehal sangaro veera sagne sankoro ajwaada paherine ubha swaas mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari aankhe kankuna suraj aathamiya suraj aathamiya pile re panade leela ghoda dubiya dubiya alkata raaj dubiya malkata kaaj re pile re panade leela ghoda dubiya dubiya alkata raaj dubiya malkata kaaj re hanhanti mein saambhadi suwaas mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari aankhe kankuna suraj aathamiya suraj aathamiya mane roke panchayo ek chokma re adadhaa bole zaliyo adadhoo zanzarthi zaliyo mane roke panchayo ek chokma re adadhaa bole zaliyo adadhoo zanzarthi zaliyo mane vaage sajive hadvash mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari vehal sangaro veera sagne sankoro mari vehal sangaro veera sagne sankoro ajwaada paherine ubha swaas mari aankhe kankuna suraj aathamiya mari aankhe kankuna suraj aathamiya suraj
moko kahan dhoonde re bande main to tere paas mein moko kahan dhoonde re bande main to tere paas mein moko kahan dhunde re bande na teerath mein na murat mein na aekant niwas mein na mandir mein na masjid mein na kashi kailash mein moko kahaan dhoonde re bande na main jap mein na main tap mein na main barat upaas mein na main kiriya karam mein rehta na hi yog sanyaas mein moko kahan dhoonde re bande khoji hoy turat mil jaun ek pal ki talash mein kahat kabir suno bhai sadho main to hoon vishwaas mein moko kahan dhoonde re bande main to tere paas mein moko kahan dhoonde re bande
mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho pyaar ki shamma mere dil mein jalaate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho mujhse parda hai to phir dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho mujhse parda hai to phir na laga paaunga ilzaam main us par logo na laga paaunga ilzaam main us par logo mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mujhse parda hai to phir rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho
soorajmukhi soorajmukhi tera pyaar anokha hai har subah ko khilna hai har shaam ko murjhana hai sooraj ne kya tere kis marm ko jaana hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi sooraj ki kirnen ye suneheri jab karti tera aalingan komal komal pankhudiyon mein bhar jaata hai madhu spandan jaise asha ki kirnon ka preet bhara nirmal abhinandan mehka deta man aangan mein saanson ki sargam ka chandan neh nimantran pakar jeevan jyot jala kar kirnon ke sahaare tera ye jeevan chal padta hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi pyase adhron par anjaane mein koi geet jo pyaar ke aa jaye man ko chhukar dard ka jhonka ye ashq bane nas nas mein sama jaaye jaise shabnam se bheege phoolon ka aanchal kora koi kiran sehla jaaye dard ko yun sehla kar man ko yun bharma kar kirnon ke sahaare tera ye jeevan chal padta hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi gehn andheri raahon mein kyun saath ye kirnen chhod gayi hain in modon par preet ki dori ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadatan Tumne Kar Diye Vaade Bhupinder Singh 04:54 32536
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Bhupinder
Duration : 04:54   Song Number : 32536   

Dil Ne Kiya Tha Yaad Bhupinder Singh 06:46 37110
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Bhupinder
Duration : 06:46   Song Number : 37110   

Mari Aankhe Kankuna Suraj Aathamya Bhupinder Singh 05:56 18333
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Gujarati
Singer- 
Bhupinder
Duration : 05:56   Song Number : 18333   

Moko Kahan Dhoonde Re Bande Bhupinder Singh 03:29 38035
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Sant Kabir
Singer- 
Bhupender Singh
Duration : 03:29   Song Number : 38035   

Mujhse Parda Hai To Phir Bhupinder Singh 08:21 16129
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:21   Song Number : 16129   

Soorajmukhi Tera Pyaar Bhupinder Singh 07:23 36642
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Shardanand Tiwari
Music Director- 
Ajay Swami
Singer- 
Bhupender Singh
On Screen Actors- 
Sangeeta Naik
Duration : 07:23   Song Number : 36642